E---------------------F#m---------- Dekho inhein yeh hain onss ki boodein E-----------------F#m-------------- Patton ki god mein aasmaan se kudein E-------------F#m----------- Angdai le phir karwat badal kar E-------------F#m------------- Nazuk se moti hans de phisal kar E---------------D---A-----------------E-------- Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par E---------------------F#m------------ Yeh to hain sardi mein dhoop ki kiranein E-------------------F#m------------- Utarein jo aangan ko sunehara sa karne E-------------------F#m------------ Man ke andheron ko roshan sa kardein E-----------------F#m------------ Thithurti hatheli ki rangat badal dein E---------------D---A-----------------E-------- Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par [Chorus] E---------------------------------- Jaise aankhon ki dibiya mein nindiya
E-------------------------------- Aur nindiya mein meetha sa sapna A------------------------F#m----E---- Aur sapne mein mil jaye farishta sa koi... E-------------------------- Jaise rangon bhari pichkaari E----------------------------- Jaise titliyaan phoolon ki pyaari A----------------------------F#m----E--- Jaise bina matlab kaa pyaaraa rishta ho koi... E---------------A------- Yeh to aashaa ki leher hai B---------------A------- Yeh to umeed ki seher hai B------------E------- Khushiyon ki neher hai E---------------D---A-----------------E-------- Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par E------------------------------- Dekho raaton ke seene pe yeh to E------------------------ Jhilmil kisi lou se uge hain A---------------------------------F#m---------E--- Yeh to ambiya ke khusboo hain baagon se beh chale... E-------------------------------- Jaise kaanch mein choodi ke tukde E--------------------------------- Jaise khile khile phoolon ke mukhde A---------------------F#m-----E----- Jaise bansi koi bajaaye pedon ke tale... E-------------A------------ Yeh to jhonke hain pawan ke B-------------------A--------- Hain yeh ghungharoo jeevan ke B--------------E--------- Yeh to sur hain chaman ke E---------------D---A-----------------E-------- Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par E----------------F#m------------- Mohalle ki raunak galiyaan hain jaise E---------------F#m------------- Khilne ki zid par kaliyaan hain jaise E----------------------F#m--------- Mutthi mein mausam ki jaise hawaaein E--------------------F#m-------- Yeh hain buzurgon ke dil ki duaaein E---------------D---A-----------------E-------- Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....taare zameen par E------------------ Taare zameen par... E----------------------------- Kabhi baatein jaise daadi naani E------------------------------------ Kabhi chhalkien jaise mum mum paani A----------------------F#m----------E---- Kabhi ban jaayein bhole sawaalon ki jhadi... E--------------------------- Sannaate mein hansi ke jaise E----------------------------- Soone hoton pe khushi ke jaise A----------------------------F#m-------E---- Yeh to noor hain barse gar pe kismat ho badi... [Chorus] E------------------------------- Jaise jheel mein lehraaye chanda E------------------------------- Jaise bheed mein apne ka kandha A---------------------------F#m----------E---- Jaise manmauji nadiya jhaag udaye kuchh kahe... E--------------------------------- Jaise baithe baithe meethi si jhapki E--------------------------- Jaise pyar ki dheemi si thapki A-------------------------------F#m-----E--- Jaise kaano mein sargam hardam bajti hi rahe... [Chorus] E----------------------------------- Jaise barkha mein udati hai bindiya... E--------------------- Kho na jaanyein yeh... A-----------F#m-------E--- Kho....na....jaanyein....yeh.... E--------------------- Kho na jaanyein yeh... E--------------------- Kho na jaanyein yeh... A-----------F#m-------E--- Kho....na....jaanyein....yeh.... E---------------D---A------ Kho na jaanyein yeh..eeeeee.....
Taare Zameeen par (Tabbed By sahil kaila)
No comments:
Post a Comment